S
主歌 A1
Saathiya - A. R. Rahman (A·R·拉赫曼)
Written by:A.R. Rahman/Gulzar
Saathiya
Maddham maddham teri geeli hansi
主歌 A2
Saathiya
Sunke humne saari pee li hansi
Hansti rahe tu hansti rahe
Hayaa ki laali khilti rahe
主歌 A3
Zulf ke neeche gardan pe
Subah o shaam milti rahe
Hansti rahe tu hansti rahe
Hayaa ki laali khilti rahe
主歌 A4
Zulf ke neeche gardan pe
Subah o shaam milti rahe
Saundhi si hansi teri
Khilti rahe milti rahe
主歌 A5
Peeli dhoop pehenke tum
Dekho baag mein mat jaana
Bhanwre tumko sab chhedenge
Phoolon mein mat jaana
主歌 A6
Maddham maddham hans de phir se
Sona sona phir se hans de
Taaza gire patte ki tarah
Sabz lawn par lete huve
Saat rang hai bahaaron ke
Ek adaa mein lapete hue
Saawan bhaadon saare tumse
Mausam mausam hanste rehna
Maddham maddham hanste rehna
Saathiya
Maddham maddham teri geeli hansi
Saathiya
Sunke humne saari pee li hansi
Kabhi neeli aasmaan pe
Chalo ghoomne chale hum
Koi abr mil gayaa to
Zameen pe baras lein hum
Teri baali hil gayi hai
Kabhi shab chamak uthi hai
Kabhi shaam khil gayi hai
Tere baalon ki panaah mein
Yeh siyaah raat guzre
Teri kaali kaali aankhein
Koi ujli baat utrey
Teri ek hansi ke badle
Meri yeh zameen le le
Mera aasmaan le le
Saathiya
Maddham maddham teri geeli hansi
Saathiya
Sunke humne saari pee li hansi
Barf giri ho vaadi mein
Oon mein lipti simti hui
Barf giri ho vaadi mein
Aur hansi teri goonje
Oon mein lipti simti hui
Baat kare dhuaan nikle
Garam garam ujlaa dhuaan
Naram naram ujlaa dhuaan
本文标题 《A. R. Rahman《Saathiya》歌词》,网址:https://www.21qupu.com/geci/89010.html
《Saathiya》歌词内容来自于互联网,不能保证内容的准确性与完整性,仅供学习交流欣赏,请勿用于其它用途,内容版权归原作者及来源网站所有,如有侵犯到您的权益请来信告知,我们将及时删除。
A. R. Rahman的其他歌词
S
A. R. Rahman更多歌词持续收录中
