您现在的位置是:首页 > 歌词 > Javed Ali《Jashn-E-Bahaaraa》歌词
J

Javed Ali《Jashn-E-Bahaaraa》歌词

歌手:Javed Ali| 专辑:Jodhaa Akbar| 作词:未知
32 行 1418 字
字号 17px
主歌 A1
A. R. Rahman - Jashn-E-Bahaaraa
Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai
Phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein
主歌 A2
Saare sehme najaare hain soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein koyi khoyi si baten hain
Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai
Phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
主歌 A3
Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein
Kaise kahen kya hai sitam sochate hai abb yeh hum
Koyi kaise kahen woh hai ya nahee humaare
Karte toh hai saath safar faasale hain phir bhi magar
主歌 A4
Jaise milte nahee kisi dariya ke do kinaare
Pasa hain phir bhi paas nahee humko yeh gum raas nahee
Seeshe ki ik diwaar hai jaise darmiyaan
Saare sehme najaare hain soye soye waqt ke dhaare hain
主歌 A5
Aur dil mein koyi khoyi si baten hain
Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai
Phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein
主歌 A6
Hamane ne jo tha nagma suna dil ne tha usako chuna
Yeh daastaan hame waqt ne kaisi sunayi
Hum jo agar hai gumgin woh bhi udhar khush toh nahee
Mulaakaato mein jaise ghul si gayi tanhayi
Milake bhi hum milate nahee khilake bhi gul khilate nahee
Aankhon mein hai bahaaren dil mein khija
Saare sehme najaare hain soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein koyi khoyi si baten hain
O ho
Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai
Phul se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koyi ranj fija ki chilman mein

本文标题 《Javed Ali《Jashn-E-Bahaaraa》歌词》,网址:https://www.21qupu.com/geci/950661.html

《Jashn-E-Bahaaraa》歌词内容来自于互联网,不能保证内容的准确性与完整性,仅供学习交流欣赏,请勿用于其它用途,内容版权归原作者及来源网站所有,如有侵犯到您的权益请来信告知,我们将及时删除。

Javed Ali的其他歌词

J
Javed Ali更多歌词持续收录中

随机推荐

最新歌词